Popular Posts

Tuesday, January 17, 2012


Tum Muztarib nahi mere haale tabah se
Dekho zara nigah mila kar nigah se

Dekha to hoga tumne humara maqam bhi
Guzre kabhi to hoge muhabbat ki raah se

Qayam hai ye jaha'n teri esmat hi se magar
Roanq jaha'n ki hai mere zuaqe Gunah se

Wo dil raeene kash'ma'ksh'e estirab o kaif
Wo uzre be rukhi nighe ghaah ghaah se

Sab kuch hai aur kuch nahi aye dad khwahe ishq
wo dekh kar na dekhna Neechi nigah se

Hazrat qibla Syed Muhammad Ali Shah Jafri Niazi "Maikash Akberabadi r.a

1 comment:

TASANEEEF

  • LUGHAT(NAZEER AKBERABADI K ISTIMAAL KARDA ALFAAZ)
  • MUKHTALIF RISALO ME SHAYA SHUDA MAZAMEEN
  • AGRA AUR AGRAWALE
  • FARZAND-E-GHUS UL AZAM
  • TAUHEED AUR SHIRK (NASR)
  • MASAIL-E-TASAWWUF(NASR)
  • NAGHMA AUR ISLAM (NASR)
  • NAQD-E-IQBAL(NASR)
  • DASTAN-E-SHAB(SHERIMAJMOA)
  • HARFE TAMANNA (SHERIMAJMOA)
  • MAIKADA(SHERIMAJMOA)