THIS BLOG DEDICATE TO SYED MOHAMMAD ALI SHAH JAFRI NIAZI'S KALAAM
Popular Posts
-
Ghus-e-azam madade, ya shahe jilan madade shah-e-shahan madade murshide pakan madade shah - e - vala hasabi, syyade aali nasabi r...
-
HAR MUSALMAAN K LIYE ZARORI HAI KE ALLAH KI WAHDANIYAT KA IS TARHAN YAQEEN KARE K TAMAMTAR TAQATO OR HAR TARHA KI BUZORGI KA HAMIL,ALLAH HI ...
-
MANAM IM SHAB SANA KHUAN-E-MOHAMMAD(S.A.W) SALAWATULLA BARJAN -E - MOHAMMAD(S.A.W) BIGO HUMDAM KAY BAAZ AAMAD SHABE G...
-
ये माना ज़िन्दगी में गम बहुत हैं हँसे भी ज़िन्दगी में हम बहुत हैं तेरी जुल्फों को क्या सुलझाऊ एय दोस्त मेरी रहौं ...
-
PHIR ZARA YAADE KHAME KAKOLE PEANCHA HOJAYE DIL PARE SHAN HAI TO HASTI BHI PARESHAN HOJAYE EK BAR AUR TAMASH HO TUMHE MERI KASM PHIR TUM ...
Sunday, December 30, 2012
Tuesday, January 17, 2012
Tum Muztarib nahi mere haale tabah se
Dekho zara nigah mila kar nigah se
Dekha to hoga tumne humara maqam bhi
Guzre kabhi to hoge muhabbat ki raah se
Qayam hai ye jaha'n teri esmat hi se magar
Roanq jaha'n ki hai mere zuaqe Gunah se
Wo dil raeene kash'ma'ksh'e estirab o kaif
Wo uzre be rukhi nighe ghaah ghaah se
Sab kuch hai aur kuch nahi aye dad khwahe ishq
wo dekh kar na dekhna Neechi nigah se
Hazrat qibla Syed Muhammad Ali Shah Jafri Niazi "Maikash Akberabadi r.a
Subscribe to:
Posts (Atom)
TASANEEEF
- LUGHAT(NAZEER AKBERABADI K ISTIMAAL KARDA ALFAAZ)
- MUKHTALIF RISALO ME SHAYA SHUDA MAZAMEEN
- AGRA AUR AGRAWALE
- FARZAND-E-GHUS UL AZAM
- TAUHEED AUR SHIRK (NASR)
- MASAIL-E-TASAWWUF(NASR)
- NAGHMA AUR ISLAM (NASR)
- NAQD-E-IQBAL(NASR)
- DASTAN-E-SHAB(SHERIMAJMOA)
- HARFE TAMANNA (SHERIMAJMOA)
- MAIKADA(SHERIMAJMOA)